Hello friends in today's post I am going to Share Best Royal Gujarati Status with You. So Here you Will find Gujarati Status , Royal Gujarati Status , Desi Attitude Status in Gujarati. Friends, you can copy This Best Gujarati Status And Send it To Your Friends. Friends, if you are looking for Desi Gujarati Attitude Status in Gujarati, you have come to the right place. Friends welcome to Gujjuadvice blog. You will find one to one dangerous Royal Gujarati Status. You can send this Attitude Status To your friends, you can also copy and paste this Gujarati Status in your Instagram bio. Visit Love Quotes Self Respect Quotes Good Night Quotes Dosti Shayari Good Morning Shayari Dosti Shayari Gujarati Friends, you want to download Royal Gujarati Status will be found here. Friends nowadays people like to share Desi Attitude Status in Gujarati on WhatsApp and Facebook but it has become difficult to get the best gujarati status, and people don't get good gujarati status. But you will ...
Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2018
Aapko pata hi hoga ki pichle hapte google AdSense ne ek bada badlav kiya (Adsense update for blogger). jitna aaj kal internet ka kafi use ho raha he. Hajaro naye blogger ne blogging start kiya he. Is doran kai blogger Adsense ka miss use karte he our ise dhyan me rakte huye google Adsense ne apni policy me change kiya he.
Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2018
Vaise to aapko pata hi hoga ki Adsense dunia ka sabsee bada ad network he million users ise Jude huye he our erning bhi kar rahe he. Is doran adsense ka naya update yani policy me change kiya gaya he. Aapko bata du ki ye policy sirf un logo ke liye he jo blog our website par Adsense use karte he.
Adsense new update change sirf site onewer ke liye huye he agar aap you tube par Adsense ad use karte he to aapko koi fark nahi padne wala he.
Adsense new update change sirf site onewer ke liye huye he agar aap you tube par Adsense ad use karte he to aapko koi fark nahi padne wala he.
⇨ What Is Google Adsense And How To Earn Money With AdSense Hindi
⇨ Adsense ke liye kab apply kare ki jaldi approval mil jaaye
Before October 2018 Google Adsense Policy
Dosto October 2018 se pahle google Adsense ne blogger ko badi aajadi de rakhi thi. Agar aapke paas ek google Adsense (fully) approvd account he to aap use ek se jyada website/blog par use kar sakte ho. Ye ruls october 2018 se pahle tha.
Blogger ke liye ye bahut badi baat thi ke yadi unke paas kisi ek site se approve kiya gaya fully approve account he to chahe utni site ko monitize kar sakte they.
Dosto agar aap ek site se Adsense approve karte to sabhi site ko aasani se monitize kar sakte lekin iska miss use hone ki vajeh se jaise AdSense ad ko bahut normal blog pe spam tarike se use karte khas kar advtizer ko bada nuksan ho raha tha.
Jis blog me koi quality content nahi he vo bhi bhaut high revenue generate karte. Is problem ko lekar AdSense ne apni policy me change kiya he chahiye jante he details se.
⇨Google AdSense Accounts Approve kaise Kare 6 Tips hindi
⇨Event Bloging (Festival Wishing Website) kya he
Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2018
AdSense ki Policy change hone ke baad agar aap naye blogger ho ya phir purane ye sabhi blogger ke liye he. October 2018 se pahle aap ek fully AdSense account se ek se jyada website ko monitize kar sakte they.
AdSense new policy ke mutabik aapke paas allredy fully approve account he our aap is ke ad kisi our site par use karna chahte he to aapko AdSense account ke my site option me site verified karni padegi.
AdSense new policy ke mutabik aapke paas allredy fully approve account he our aap is ke ad kisi our site par use karna chahte he to aapko AdSense account ke my site option me site verified karni padegi.
New update (Policy) ke regards jaise humne paheli baar AdSense ke liye approval liya tha thik vaise hi aapko phir se lena padega. AdSense account ke ad site option me add ko verified karne ke baad AdSense team 24 se 72 hours me aapki site ka review karega.
New policy ke mutabik jo site AdSense Policy follow karti he use hi AdSense approval milenga. And Ads Show Hongi.
AdSense review me jo naye ruls bane he agar nayi policy ko follow karte he to aapka site verified hoga agar site peramiters ke hisab se nahi he to use site ko reject kiya jayega.
Dosto agar aapko ye post acchi lagi to apne friends family ke sath jarur share kare. Or post releted koi question ho to comment me jarur babaye.
Shayad ye sahi update nikla he.
ReplyDeleteHa bhai....
DeleteIse kafi kuch badal jayega.
ReplyDeleteAdsence Approval Tricks
ReplyDeleteRead .....
Very nice article bro
ReplyDeleteHow to earn from adsense ?
https://www.achievedreams.in/2019/01/what-is-adsense-how-to-make-money-from.html?m=1
Thank you bhai....
DeleteNice post
ReplyDeletewww.https://www.sarkariprojects.com
Ji dhanyawad...
DeleteEse na mjhe TM dekho seenay se lgalunga Dil Mai bithalnga tmko aur ek jga aur bithalnga
ReplyDeleteYaar koi blogging releted comment karo aap ye konse songs ke lyrics likh rahe ho....
DeleteVery nice article sir
ReplyDeletehttps://www.blogginginhindi.site/
Thank you keep visiting....
Delete