Skip to main content

Best Royal Gujarati Status | Attitude Status In Gujarati

Hello friends in today's post I am going to Share Best Royal Gujarati Status with You. So Here you Will find Gujarati Status , Royal Gujarati Status , Desi Attitude Status in Gujarati. Friends, you can copy This Best Gujarati Status And Send it To Your Friends. Friends, if you are looking for Desi Gujarati Attitude Status in Gujarati, you have come to the right place. Friends welcome to Gujjuadvice blog. You will find one to one dangerous Royal Gujarati Status. You can send this Attitude Status To your friends, you can also copy and paste this Gujarati Status in your Instagram bio. Visit Love Quotes Self Respect Quotes Good Night Quotes Dosti Shayari Good Morning Shayari Dosti Shayari Gujarati Friends, you want to download Royal Gujarati Status will be found here. Friends nowadays people like to share Desi Attitude Status in Gujarati on WhatsApp and Facebook but it has become difficult to get the best gujarati status, and people don't get good gujarati status.  But you will ...

Google Par Free Blog Kaise Banaye. Step By Step Complete Guide.

Dosto kya aap bhi google par apna free blog banana chahte hai agar aapko coding ki koi knowledge nahi he phir bhi aap ek professional blog bana sakte hai. Well is post me aapko bataunga ki bina kisi bhi coding knowledge ke aap Kaise free blog create kar sakte hai.

Create free blog, create Website
Google Par Free Blog Kaise Banaye. Step By Step

Ek professional blog/website create karne ke liye aapko kafi topic ka knowledge hona jaruri hai. Jaise Web Programing langsung, PHP, HTML, CSS etc. Lekin don't worry agar aapke paas ye basic information nahi hai Phir bhi aap easily Apna professional blog bana sakte hai.

Is post me kuch simple step batane wale hu jise follow kar mene ye Www.gujjuAdvice.in blog banaya hai our aap bhi yahi steps follow kar apna blog bana sakte hai.

Sabse pahle aapko bata du ki free blog create karne ke liye internet par kafi platform avalibal hai. Jise aap free blog bana sakte hai jaise blogger.com Wordpress.com tumbler.com etc. Lekin aap blogging start yani kuch sikhna chahte hai to aap blogger.com use kar sakte hai.

Google par free blog Kaise banaye ye sikhne se pahle ye samajna jaruri hai ki blogger ke kya kya fitchurs hai Our blogging kyu karni chahiye.

Blogspot ke fitchurs:-


1 Perfecte Design


Blogger.com par kafi sari theme avalibal hai jo bilkul free our mobile friendly hai. Jise aap apne blog ko behtrin desigh kar sakte hai. Halaki WordPress jaisa desigh nahi kar sakte lekin ek attractive look jarur de sakte hai.

2. Free Domain.


domain name ko blog se Kaise jode iske uper hum already post likh chuke hai. Jab aap Blogger se blog banate hai to aapko free sub domain blogspot.com milta hai jise aap baad me change bhi kar sakte hai.

3 Content monitize :-


Blog me aap jo post publish karte hai Google Adsense ki madad se aap use monitize kar sakte hai. Is par hum details se post likh chuke hai. Adsense Se Paise Kaise Kamaye 

4. Know your audience.


Jab aap naya blog banate hai tab jyada visitor nahi hote lekin aapki jitni bhi audience hai aap unko jaan sakte hai unki pasand ke anusar content provide kar sakte hai. Blog par traffic Kaise laaye janane ke liye ye read kare.


Blogging kyu karni chahiye.


1. Blogspot Free Service


Blogger.com par unlimited free blog bana sakte hai. Ye google ki hi service hai. Iske liye aapko koi paisa nahi Dena padta.

2. Blogging se knowledge milti hai


Blog create karne se kafi sari knowledge milti hai halaki jab tak Blogger.com par hai lekin baad me wordpress par migrate karte hai to bahut sikhne ko milta hai.

3. Adsense Revenue


Blogging se har koi paise kama sakta hai. Jab aapke blog ko Google Adsense Approval mil jata hai hai to aap paise bhi kama sakte hai. Yadi aap patience our lagan se blogging karte hai to acchi income bhi kar sakte hai.

4. Writing Skill 


Aap jis toioc par interested hai us topic par blog post publish karna our jyada se jyada logo tak share karna hi blogging hai. Aap jo post likhte hai vo 1000ro lakho log read karte hai. Ab inte saare log aapki post read karte hai to i am sure kisi ki bi writing skill batter hoti hai.

5. Dusro ki help


Dosto Vaise jo maja dusro ki help me he wo our kahi nahi hai. Aapke dwara share ki gai information lakho logo ke liye useful hoti hai. Jise sabko help our aapki online pahchan bhi banti hai.

Google par free blog Kaise banaye. Step By Step complete guide.

jo blog banana chahte hai unhe ye question hota hai ki blog kaise banaye. internet ki help se hum blog bana lete hai par unhe successful nahi bana sakte.

well is post me hum batayege ke 2020 bahut jyada compilation ke time me successful blog kaise banaye. blog banane se pahle ye choose karna behad jaruri hai ki konse topic par blog banaye.

Blog Ke Liye Konsa Topic Choose Kare?


agar 2020 me blog successful banana hai to accha topic choose karna bahut jaruri hai. niche kuch top rank keyword hai jis par millions ka traffic monthly aata hai. 

agar 2020 me blog successful banana hai to accha topic choose karna bahut jaruri hai. niche kuch top rank keyword hai jis par millions ka traffic monthly aata hai. 

Top 15 Trending Topics Keyword For New Blog

  1. Arts & Entertainment
  2. Autos & Vehicles
  3. Beauty & Fitness
  4. Books & Literature
  5. Business & Industrial
  6. Computers & Electronics
  7. Finance
  8. Games
  9. Health
  10. Internet & Telecom
  11. Jobs & Education
  12. Real Estate
  13. Science
  14. Shopping
  15. Travel

Blog Ke Liye Domain Kaise Choose Kare?


blog topic find karne ke baad next kaam hame domain buy karna hota hai jiske uper hum already aapko baata chuke hai yadi aap nahi jaante to yaha click kare.

Step 1:- Sabse pahle koi bhi ek browser open kare. Our apni google id se login kare.

Step 2:- Google search box me www.blogger.com type kar search kare.

blog kaise likhe, fred blog Kaise Banaye, blogspot
Free Blog Kaise Banaye


Open hone ke baad first result me create a unique blog par click kare. Our google id se login kare.

Step 3:- Niche photo me dikhaya gaya hai. Aap follow kar sakte hai.

Great blog, earn money,
How to make free Blog. Hindi guide.


1. Title :- yaha apne blog ka title dale. Jaise gujjuadvive
2. Address :- yani URL apne blog ka url aapne jo title diya hai vahi daale.
3. Theme :- blogger ki by default theme hai aap apne hisab se pasand kar sakte hai. Halaki baad me aap change bhi kar sakte hai.

Step 4:-At last create blog par click kare. Finnally aapka blog create ho gaya hai. Ab aap post likh kar publish bhi kar sakte hai. Blogger.com hame kafi fitchurs free me provide karta hai. Jise aap free me use kar sakte hai.

Unmeed karta hu google par free blog Kaise banaye post aap samaj chuke hai. Agar is post se related koi sawal ho to comment me jarur bataye.

Comments

  1. Internet PAR jitne bhi post he un sab me ye post kamal ka hai..


    Itna acche se explain kiya thank you... .

    ReplyDelete
  2. bhai muje aaapke template ka name aur dwonload dwonload linknmilega

    ReplyDelete
  3. Nice post.. ...

    ReplyDelete
  4. Nice post bro.
    Dear sachin aap post bahut accha likhte hain. Mai bhi ek hindi blogger hu, kya aap humare website pe do follow link dena chate hai to contact kare. Or aap bhi mare site ko apne site se link karna ho. Agar aap link exchange karne me interested hai to www.educationaltoy.in pe contact kare.

    ReplyDelete
  5. pleace give me a do follow backlink in your blog post i will also provide you.please contact me from given link.

    click here

    ReplyDelete
  6. Dear sir me aapka bahut bada fan hu.... And aap itni acchi post share karte hai so thank you...

    But mere kuch sawal hai please solve kare...

    Mene already blog bana liya hai and aapki useful post ki knowledge se adsence approval bhi mil gaya hai lekin traffic bahut kam hai.

    Aap bhi blogger hi hai to please bataye ki traffic kaise increase kare taki me per day $5 se $10 earn kar saku..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sabse accha content publish kare.

      Delete
  7. bahut acchi post...

    ReplyDelete
  8. Thank you.. bro .. good information...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Post read karne ke liye Dhanywad.... aise hi bane rahiye....

      Delete
  9. Bhai Hosting ke bare me aapne kuch nahi bataya... Hosting Kaha se buy karni hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jab aap blogger platform par blog banate ho tab aapko hosting ki koi jarurat nahi hoti hai...

      Delete
    2. Blogger.com Google ki free service hai aap bina histing buy kiye blog bana sakte hai...

      Delete
    3. Thank You For Comment.... Keep Visiting......

      Delete
  10. Bahut badhiya janakri....

    ReplyDelete
  11. .com Domain Kitne Me Mil Jata Hai...

    ReplyDelete
    Replies
    1. 199 First Year When You Purchase 2 Year... Approximately 799 INR 2 Year.

      Delete
  12. Hello Bhai Aapne Acchi Jankari Di So Thank You...

    Lekin Adsence Se Kitne Paaise Kamaye Ja Sakte Hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thank You....

      Koi Limit Nahi Hai.. Aap Par Depain Karta Hai...

      Delete
  13. Awesome information, thanks for such Great And valuable content.

    ReplyDelete
  14. Please Reply As Weel As Possible...

    sir ji aap itne bade-bade blog kaise likh lete ho?

    And Aapko kitna Time lagata hai ek blog ke liye?

    Gujjuadvice blog par har bar acchi Jankari mil jati Hai.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapke Liye Hi Likhte Hai..

      3 se 4 Hours Lagte Hai Ek Single Post Likhne Me..

      Gujjuadvice Par Visitor Ki Pasand ki Hi Jankari Share Hoti Hai...

      Delete
  15. Ankita PatelSeptember 20, 2019

    Thank You Admin For This Post....

    Humne Successful apna blog to bna liye hai. But Jo hum post krte hai use kaun padhega plz Reply Jarur Kare.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ankita Patel Aapne Jo Post Likhi Hai Aap Use Apne Friends Ke Sath Share Kare..

      Social Networking Site Ka Use Kar Sakte Hai...

      Delete
    2. Aapne Jo Post Likhi Hai Use Koi Google Me Search Karta Hai To Aapki Post Dikhai Jayegi...

      Delete
  16. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete
  17. Please Real Our Comment Policy....

    ReplyDelete
  18. Hello sir,
    maine apka blog dekha bahut acha lga usse muje bahut kuc sikhne ko mila asha krta hu ki aap aage bhi ase hi post krte rhe

    ReplyDelete
  19. sab say pehly to sir apka article kamal ka hay, mere pass words nai han k apka shukriya ada kron,ap nay india sameit ham pakistanio ka masla bhi hal kr diya hay aesi post likh k.
    ab dosri baat ki traf ata hon, sir kiya hindi aor urdu ko english alphabets mein likh kr
    k google hamein adsense k liye approval deta hay k nai? kindly reply zaroor krna, shukriya sir..
    from Lahore.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Thank You For Comment...

      Delete
    2. Hindi Me Aapko Approval Mil Jayenga But Urdu Me I Don't Know...

      Delete
    3. For More Information About Urdu AdSense Visit Hear:--- Urdu AdSense

      Delete

Post a Comment

Thank You For Comment

Popular posts from this blog

Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2019

Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2018  Aapko pata hi hoga ki pichle hapte google AdSense ne ek bada badlav kiya ( A dsense update for blogger ). jitna aaj kal internet ka kafi use ho raha he. Hajaro naye blogger ne  blogging start kiya he. Is doran kai blogger Adsense ka miss use karte he our ise dhyan me rakte huye google Adsense ne apni policy me change kiya he.   Google Adsense New Policy For India. Adsense New Rules 2018 Vaise to aapko pata hi hoga ki Adsense  dunia ka sabsee bada ad network he million users ise Jude huye he our erning bhi kar rahe he. Is doran adsense ka naya update yani policy me change kiya gaya he. Aapko bata du ki ye policy sirf un logo ke liye he jo blog our website par Adsense use karte he. Adsense new update change sirf  site onewer ke liye huye he agar aap you tube par Adsense ad use karte he to aapko koi fark nahi padne wala he. ⇨  What Is Google Adsense And How To Earn Money With AdSen...

Delet Huye Contect Number Kaise Recover kare. [हिंदी जानकरी]

Delet huye contect number kaise recover kare. 3 steps (2 trika) Namaskaar dosto gujju advice me aap sab ka swagat hai. Kafi baar hamari galti ki vajeh se mobile me save sare contect delete ho jaate hai. Ya phir mobile phone me kuch technical problems ki vajeh se hame phon ko reset karna padta hai. Yadi aap apne phon ko hard reset karte hai to sath hu sath phon me save kiye huye saare important contect number bhi delete ho jate hai. Aise me har koi tension me hota hai agar dekha jaaye to phon me sabse jyada jaruri hai to vo sirf contect number hote hai. Delet huye contect number kaise recover kare.  Aaj ki post me me aapko batane jaa raha hu ki aapke Delete huye contect number ko sirf 3 steps me kaise recover kare. Bina kisi application ke. Jaanne ke liye post last tak read kare. Aapka jyada time West na karte huye hum direct topic par baat karte hai. Is post me mene simple 3 steps bataye hai jise aapko follow karne hai jiski mad...