Skip to main content

Best Royal Gujarati Status | Attitude Status In Gujarati

Hello friends in today's post I am going to Share Best Royal Gujarati Status with You. So Here you Will find Gujarati Status , Royal Gujarati Status , Desi Attitude Status in Gujarati. Friends, you can copy This Best Gujarati Status And Send it To Your Friends. Friends, if you are looking for Desi Gujarati Attitude Status in Gujarati, you have come to the right place. Friends welcome to Gujjuadvice blog. You will find one to one dangerous Royal Gujarati Status. You can send this Attitude Status To your friends, you can also copy and paste this Gujarati Status in your Instagram bio. Visit Love Quotes Self Respect Quotes Good Night Quotes Dosti Shayari Good Morning Shayari Dosti Shayari Gujarati Friends, you want to download Royal Gujarati Status will be found here. Friends nowadays people like to share Desi Attitude Status in Gujarati on WhatsApp and Facebook but it has become difficult to get the best gujarati status, and people don't get good gujarati status.  But you will

Blog Me About Us Page Kaise Banaye Our Publish Kare

Blog Creat Karne Ke Baad Sabse Jaruri Kaam Hota Hai About Us Page Creat Karna Q ki Jab Visitor Ko Hamare Blog Accha Lagta Hai Hai Ya Phir Hamare Blog Ki Jyada Jankari Chiye Hoti Hai To Vo About Us Page He Check Karte Hai.

About Us Page Kaise Banaye | ब्लॉगर ब्लॉग में About Us Page कैसे बनाये


Sabhi Blog/website me aapki 4-5 important page milenga jo ranking aur search engine ke liye bahut jaruri hota hai. Well Aaj ki post me hum baat karenge ki blog ke liye 5 important page kaise Banaye.

Agar aap blogging me naye hai our aapko pata nahi he ki har blog our website me impotent page lage huye hote hai vo kaise banate hai to aap ye post last tak read kare.
Is post me mene simple method se page  kaise create hote hai uski jaankari di hai. jise steep by step follow kare. Wordpress Blog Kaise Banaye Aap Ye Post Bhi Padh Sakte Hai. 

5 jaruri page kya hai our ise kyu banana padta hai.

Agar aap blogging me naye hai to shayad aapko pata nahi hoga ki ye page aapke blog website ke liye kitne maayne rakhte hai. Simpley me kahu to agar aap page nahi banate to aapki website ki koi pahechan nahi hoti hai


Aapne aisa socha hai ki gar bethe online income kare to bahut acchi baat hai lekin use pahele aapko ye page banane bahut jyada jaruri hai.

Newbie blogger ko pata nahi hoga ki page our post me kya different hai to aapko bata du ki post vo hote hai jinki koi limit nahi hai.

Dusri taraf baat kate to page vo hote hai jinki limit sirf 5 se 8 hai aisa nahi hai ki aap ise jyada nahi bana sakte lekin itne blog website ke liye kaafi hote hai.

Blogger ke blog me About us page kaise banaye.

Page kaise banaye ise pahele ye jaanna jaruri hai ki page me kya likhna hai. Is post me aap page kaise banaye ye to sikhenge lekin saath hi saath page me kya likhna hai ye bhi aap sikhenge.

1. About page

Is page me aapko apni site ki Basic information provided karni hai. For example aap is site par kaisi information sare karte hai.

Aapki site ka mission kya hai aapne site qui banaya hai etc. Jaankari aapko deni hai. Aap hamara about us page dekh sakte hai. Gujju advice about page 

2. Terms of Condition.

Friends is page me aapko site ki kuch condition ke baare me likhna hai. Matlab ki visitor is site ko kaise use kar sakte hai. Gujju Advice Terms Page 

3. Privacy and policy.

Privacy policy page har blog website par hone behad jaruri hai aapko apni site ki privacy me likhna hai ki users ko aapke dwara collect kiye gaye sabhi data kaise use karna hai.

Aap is page me contect page ka link bhi add kar sakte hai. Gujju advice privacy policy page 

4. Contact us page.

Sabse jyada jaruri page he contect us page ye page aapko is liye create karna hai taaki jab bhi koi visitor ya business partner aapse sampark karna chahate hai to aasani se aapko sampark kar sake. Gujju advice about page 

5. Disclaimer page

Dekha jaaye to me jo 5 important page ke baare me aapko bata raha hu vo sabhi ke sabhi bhut jaruri hai. but is page ki policy kuch our hai.

Yadi aap blogging only for make money ke liye karte hai to disclaimer page hona. Behad jaruri hai.

Shayad aap ye to samaj gaye ki page me kya content daalne hai ab baat karte hai page kaise banaye.

Step 1 Sabse pehle aapko apne blog ke dashboard me login hona hai.
1. page ke uper click kare.

2. New page par click kare.


3. Ab aapko page ka name yaani title dena hai About.

4. Aapne uper about us page ke baare me read kiya vo sab is page me likhna hai.

5. Publish par click karna hai.


Aapka about page ban gaye hai. Jaise aapne about page. Banaya hai bilkul vaise hi aapko our 4 page banane hai. Content us, privacy and policy, Terms of Condition, and disclaimer page.

Aapke 5 page ban jaaye to aapko is page ko blog/website ke home page our sabhi post me lagane padte hai. Jaise hamari site par lage huye hai.

Steps 2

1. Iske liye aapko blog ke dashboard me jaana hai layout our phir add gadget par click karna hai.


2. gadget pe aap jaise click karte hai to aapke saamne kaafi naye gadget open hoge.


3. Aapko page gadget select karna hai our aapne jo 5 page creat kiya hai vo sab select karna hai.


4. Finally save par click kare aapke page successful banke publish bhi ho gaye hai.
Agar aapne abhi tak aapne blog yah phir website ke liye page nahi banaye to jaldi se bana lijiye.

To friends aap is simple trick se aasani se page bana sakte hai.


Friends agar aapko ye post achchi lagi ho to please ise apne friends ke saath share kare aapka ek share hamari website ke liye kaafi helpful ho sakta hai.

हमारे बारे में ज्यादा जानकारी के लिए यहाँ क्लिक करें

Comments

  1. hlo sir hamna aka jase theme yug kar raha ha balike ajaha apka about us show hoo rha ha vha hamara bhe abouts shoo hoo rha balke about ma kaval name show hoo rha disraptison shoo nahi hoo rha

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ji aap kya kah rahe he plese hindi me bataye...

      Delete

Post a Comment

Thank You For Comment

Popular posts from this blog

Web Hosting Kya Hai Aur Wordpress Blog Ke Liye Hosting Kaise Kharide

Aaj Ki Is Post Me Hum Baat Kare Wale Hai WordPress Hosting Ke Bare Me Agar Aap Bhi Apna Blog WordPress Par Banana Chahte Hai Par Aapko WordPress Hosting Ki Koi Knowledge Nahi Hai Then Ye Post Read Karne Ke Baad Aapke Sare Problem Pure Ho Jayege. Jab Bhai Koi Insan Website Banane Ki Baat Karta Hai To Man Me Bahut Sare Sawal Aate Hai Ki WordPress Kya Hai, WordPress Hosting Kya Hai, Domain Name Kya Hota Hai. Ye Bahut Sawal Hai Aaj Hum Sare Sawalo Ko Solve Karege... WordPress Kya Hai?  WordPress Ke Liye Hosting Kaise Buy Kare WordPress Kya Hai.? Domain Name Kya Hai.? Web Hosting Kya Hai? WordPress Kya Hai.? Dosto Agar Aapne Bhi Socha Hai Ki Dusri Badi Badi Website Ki Jaise Aapko Bhi Website Banani Hai To WordPress Ka Knowledge Hona Bahut Jaruri Hai. Aapko Bata De WordPress Dunia Ka Sabse Bada CMS Hai. CMS Yani Content Management System. Domain Name Kya Hai.? Dosto Domain Name Kya Hota Hai And Kaise Buy Kare Iske Releted Humne Allready Post Likhi Hai Agar Aapne Nahi Padhi To Ise Padhe. Is

Domain Name Kya Hai Or Domain Kaise Register Kare

अगर Internet पर आपकी Website है तो जरूर आपको पता होगा की Domain Name क्या होता है। लेकिन आपकी कोई वेबसाइट या ब्लॉग नहीं है तो आपको पता नही होगा की डोमेन नेम क्या होता हैं।  इस पोस्ट में हम Domain Name के बारे में बात करने वाले हैं। Domain Name क्या है, इसके कितने प्रकार है, एक अच्छा Domain कैसे पसन्द करे ओर Domain Name कैसे Register करें इन सभी के बारे में विस्तार से जानेंगे। यदि आप भी खुद का  Blog या Website बनाना चाहते है तो ये Post आपके लिये Helpful साबित होगी। आपको यह भी जानकारी देनी जरूरी है की Internet पर बहुत सारे ऐसे Platform है जहा से आप अपनी वेबसाइट बना सकते है इसमें से कुछ फ्री है जहा कुछ Paid है अगर Paid की बात करे तो सबसे लोकप्रिय WordPress है। जहा से आप अपना खुद का Professional वेबसाईट बना सकते है। अगर आप नही जानते की Wordpress क्या होता है। और Web होस्टिंग क्या होती है तो आप यह भी पढ़ सकते है। Wordpress क्या है.? Web होस्टिंग क्या है और कैसे बूटे करे.? Domain Name क्या है? अगर Simple सब्दो में कहे तो किसी भी IP Address तक पहुंचा देता है Domain Name उदाहरण के लि

Best Royal Gujarati Status | Attitude Status In Gujarati

Hello friends in today's post I am going to Share Best Royal Gujarati Status with You. So Here you Will find Gujarati Status , Royal Gujarati Status , Desi Attitude Status in Gujarati. Friends, you can copy This Best Gujarati Status And Send it To Your Friends. Friends, if you are looking for Desi Gujarati Attitude Status in Gujarati, you have come to the right place. Friends welcome to Gujjuadvice blog. You will find one to one dangerous Royal Gujarati Status. You can send this Attitude Status To your friends, you can also copy and paste this Gujarati Status in your Instagram bio. Visit Love Quotes Self Respect Quotes Good Night Quotes Dosti Shayari Good Morning Shayari Dosti Shayari Gujarati Friends, you want to download Royal Gujarati Status will be found here. Friends nowadays people like to share Desi Attitude Status in Gujarati on WhatsApp and Facebook but it has become difficult to get the best gujarati status, and people don't get good gujarati status.  But you will