Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2018

Best Royal Gujarati Status | Attitude Status In Gujarati

Hello friends in today's post I am going to Share Best Royal Gujarati Status with You. So Here you Will find Gujarati Status , Royal Gujarati Status , Desi Attitude Status in Gujarati. Friends, you can copy This Best Gujarati Status And Send it To Your Friends. Friends, if you are looking for Desi Gujarati Attitude Status in Gujarati, you have come to the right place. Friends welcome to Gujjuadvice blog. You will find one to one dangerous Royal Gujarati Status. You can send this Attitude Status To your friends, you can also copy and paste this Gujarati Status in your Instagram bio. Visit Love Quotes Self Respect Quotes Good Night Quotes Dosti Shayari Good Morning Shayari Dosti Shayari Gujarati Friends, you want to download Royal Gujarati Status will be found here. Friends nowadays people like to share Desi Attitude Status in Gujarati on WhatsApp and Facebook but it has become difficult to get the best gujarati status, and people don't get good gujarati status.  But you will ...

Blogger Blog Me Mobile Se Template Kaise Change Upload Kare .. हिंदी

Blogger blog me mobile se template kaise change upload kare .. Hello And Welcome gujju advice me aaj me aapko batane jaa raha hu ki blogger blog me mobile se template kaise change upload kare   (b log me template kaise upload kare) our saath me ye bhi janenge ki blog ke liye template kaha se download kare. Kafi sare dosto ke paas computer and laptop nahi hota hai aise me unhe problem hoti hai ki blogger me mobile se template kaise change upload kare. Jab aap blogger pe blog banate hai tab aapko kaafi sari template mil jaati hai lekin problem yah hota hai ki wo responsive and mobile friendlyTemplate nahi hote hai. Agar aap blogger se mike huye template use karte hai to aapka blog itna professional look nahi deta hai jitna aap custom templet use karne par milta hai. Blogger se mike. Huye template SEO friendly nahi hota hai. Jiske kaaran visitor aapki post ignor karte hai. Blogger ke blog me About us page kaise banaye our publish kare. ...

Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye our publish kare sahi tarika...

Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog ke Liye our publish kare sahi tarika ... Agar aap blogging me naye hai to aapko pata nahi hoga ki privacy policy kya hai privacy policy q generate karni padti hain and privacy policy kaise banate hain . Is post ko last tak read kare taaki aapko in sabhi Savalo ke javab mil sake.  Privacy policy page aapko har blog website par dekhne ko milta hain privacy policy page me padhne vaale logo ki jaankari our is site ka author kon si advertisement ko kaise use karte hain. Ye Bhi Padhe.. 👉 5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai.. 👉 Blogger ke blog me About us page kaise banaye our publish kare. 👉 HTML Sitemap Page Kaise Banaye ek saath sabhi post ke liye. Privacy policy page se visitor ko pata chalta hai ki is website blog me kaisi jaankari share hoti hai and site ko kaise use karna hain. Aapko bata du ki agar aap blogging sirf make money ke liye karte hain to aapko privacy page c...

WhatsApp Secret Trick 2018 New Update Hindi.

WhatsApp Secret Trick 2018 New Update Hindi. Aajki life me shayad hi aisa hoga ki jo smartphone use karta ho our whatsapp ka use nahi karta ho. Aaj har koi whatsapp use karta hai. Whatsapp me kaafi naye naye update hote rahete hain. Whatsapp me kafi features mil jaate he lekin har koi iska use nahi karta hai ya phir har kisi ko is trick ke bare me pata nahi hota is liye iska sahi se use nahi kar pate hain. Delet huye contect number kaise recover kare. 3 steps (2 trika) You Tube Ki Video Direct Mx Player Me Kaise Save Kare.. Mobile se you tube channal kaise banaye WhatsApp Secret Trick 2018 New Update Hindi. Bhut sare dosto ko iske bare me pata nahi hain aaj ki post me un sabhi setting ki baat karenge jo behad majedar hain. 1 setting> 2 step verification.. Aaj kal log jyada internet ka use karne se smart ho gaye hain. Aise me dekha jaaye to hac* ka khatra jyada raheta hai. Aapka sara data safe rahata hai jab aap 2 step verification ...

Delet Huye Contect Number Kaise Recover kare. [हिंदी जानकरी]

Delet huye contect number kaise recover kare. 3 steps (2 trika) Namaskaar dosto gujju advice me aap sab ka swagat hai. Kafi baar hamari galti ki vajeh se mobile me save sare contect delete ho jaate hai. Ya phir mobile phone me kuch technical problems ki vajeh se hame phon ko reset karna padta hai. Yadi aap apne phon ko hard reset karte hai to sath hu sath phon me save kiye huye saare important contect number bhi delete ho jate hai. Aise me har koi tension me hota hai agar dekha jaaye to phon me sabse jyada jaruri hai to vo sirf contect number hote hai. Delet huye contect number kaise recover kare.  Aaj ki post me me aapko batane jaa raha hu ki aapke Delete huye contect number ko sirf 3 steps me kaise recover kare. Bina kisi application ke. Jaanne ke liye post last tak read kare. Aapka jyada time West na karte huye hum direct topic par baat karte hai. Is post me mene simple 3 steps bataye hai jise aapko follow karne hai jiski mad...

Blog Ke Liye Sitemap Page Kaise Banaye | sitemap kaise add kare

Friends agar Aap Ye Janna chahte hai ki Me mere blog ke liye sitemap kaise banau our blog me sitemap kaise add karu to aap sahi post padh rahe hai. ye post padne ke baad aapke sare savalo ke javab mil jayenge. aapne blogging start kiya hai our abhi tak aapne blog ke liye sitemap page nahi banaya hai to ye post aapke liye hai. Is post me aap sikhenge ki HTML sitemap kaise banaye ek saath sabhi post ke liye our kaise blog me lagaye. Sahi jaankari ke liye post last tak read kare. Sitemap page qui banana padta hai. Sitemap kya hai or kaise banaye ye janne se pahle ye janna behad jaruri hai ki sitemap qui banani padti hai. Yadi aap nahi jante to aapko bata du ki Aapke blog me jitni post he un sabhi post ko ek saath crawl karvane ke liye sitemap page hona behad jaruri hai. Blogger ke blog me About us page kaise banaye our publish kare. 5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai.. Top 15 Blogging mistek jo naye blogger hamesha karte hai.. Vaise dekha jaye ...

Top 25 impotent blogging tips hindi

Top 25 impotent blogging tips hindi Agar aapke paas knowledge hai our us knowledge ko duniya ke saamne lana chahte hai to blogging best platform hai. aapka knowledge bhi logo ke saath share hoga our aap income bhi kar sakenge. Hajaro lakho log yaha jud chuke hai. Our judna bhi chahte hai. Blogging me successful hone ke liye kuch  baate jaanna bhaut jaruri hota hai. Agar aapne bloging start kiya hai lekin iske rouls pata nahi hai to aap kabhi successful blogger nahi ban sakte. यह भी पढ़े 5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai.. Top 15 Blogging mistek jo naye blogger hamesha karte hai.. Blog Ki Traffic Badhaye 51 Popular Tarike Se 2018 Blogging ek aisa platform hai jaha se hum dusro ki help kar sakte hai our khud ki bhi quki dusre ki help karne me jo maja hai vo our kahi nahi hai. Agar aap Google par apna free  blog banana chahte hai to ye kaam bhut hi eusy hai lekin use  kahi gunha jyada mushkil hai blogging me success...

You Tube Ki Video Direct Mx Player Me Kaise Save Kare..

You Tube Ki Video Direct Mx Player Me Kaise Save Kare.. Namaskar dosto swagat hai aap sabka gujju advice me aapko batane jaa raha hu ki youtube video gallery me kaise save kare. Iske saath  how to move youtube video to gallery bina kisi application ke how to download youtube video in gallery in hindi Aap jaante hai ki you tube duniya ka sabse bada video sharing application hai. Aapko har tarah ki video you tube par milti hai. You tube ke baare me aap jaante hi honge you tube se koi bhi internet users anjaan nahi hai. Google par Aap koi bhi video search karte hai to 95% video aapko you tube par redirect karte hai. Yaani isme aapko entertainment, news, movie, bollywood songs, movie trailer, serial, reality show,sport Etc. Sab kuch category ki video mil jaati hai. Kaafi baar log sochte hai ki you tube ki video kaise download kare taaki jarurat padne par use dekha jaaye. You tube me video Download karne ka koi direct option nahi milta hai lekin aaj is post me me ...

5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai..

5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai.. Agar aapne bhi blogging stark kiya hai to aapko bata du ki aaj hum jo 5 page ke baare me baat karenge vo har blog me hona bhaut hi jaruri hota hai. Dosto aaj internet par kaafi sare blog ban gaye hai agar visitor ko aapke blog me kuch basic page nahi milte to vo aapki post se dusre blog par chala jaata hai. Aap jitne bhi blog par visit karte hai vaha par aap dekh sakte hai ki ye 5 important page all ready bane huye hai.  Aaj hum is post me baat karenge ki.. Aap soch rahe hai ki aap google ko bevkuf bana longe to aap ye galat soch rahe hai. Kyu ki google acche content saman sakta hai. Kabhi aisi mistek na kare jiski vajeh se google aapki post ko spam kare. 5 jaruri page jo har blog me hona bahut important hai.. 1 About Page. Dosto is page se aapke visitor our google aapki site ko samaj sakte hai ki ye blog/website kis topic par post share hota hai. Aap jis blog/site par visit ...